Kathin parishram karo tabhi to,
honge pariksha me tum paas,
aalas karke baith gaye to,
hona padega fir niraash.
mile phal mitha prishram ka,
jo karta hai, paata hai wo,
nahi kare jo kathin parishram,
'Haar' ka phal hi paata hai wo.
milti unko apni manzil,
sachche mann se kare jo kaam,
aage badhte sada wo,
apna jagat mein karte naam.
honge pariksha me tum paas,
aalas karke baith gaye to,
hona padega fir niraash.
mile phal mitha prishram ka,
jo karta hai, paata hai wo,
nahi kare jo kathin parishram,
'Haar' ka phal hi paata hai wo.
milti unko apni manzil,
sachche mann se kare jo kaam,
aage badhte sada wo,
apna jagat mein karte naam.
No comments:
Post a Comment